Wednesday 28 August 2013

kundali me pitra dosh

                                                          KUNDALI ME PITRA DOSH

for more detail please visit  http://trinetraastro.com/

please visit http://jyotishsabkeliye.in/

PITRADOSH arthat aisa dosh jo pitro se sambandhit hota h.ye pidhi me wo purwaj hote hai jo mukti nahi pane ke karan pitralok me vichran karte hai. jab pitra shradh na karne ya kisi anya karan se naraz ho jate hai to use PITRADOSH kahte hai. PITRA DOSH se pidit hone par santan na hona , ghar me bimariya , durghtnaye , kanya santati ka jyada hona , pidhi me kam aayu me mritu , achnak ke kharche , samay par vivah na hona aadi lakshan aate hai.

PITRADOSH do prakar ka hota hai.
  • PITRA SHAP - kundali me GURU grah par do kharab graho ki drishti ho ya GURU 4,8,12 bhav me pidit ho ya nich ka ho to pitra shap yani purush ke dwara ye dosh hai.
  • MATRI SHAP - kundali me agar CHANDRA rahu ya shukra ke sath yuti kare ya paap pidit ho to kisi stri ka shap saat pidhi tak chalta hai. 
  • pitra dosh ke alawa bhi kai prakar ke shap kundali me paye jate hai jiski karan jeewan me anek prakar ki samasya paida ho jati hai.
aapki kundali me kaun se dosh hai jinke karan aap life me paresan hai . anya logo se piche rah jate hai . jankari ke liye <ashwiniastologer@gmail.com > par direct sampark kar uska upay jan sakte hai.


for more detail please visit http://trinetraastro.com/

1 comment:

  1. yadi kisi ki janam ku8ndli na ho to en pareshaniyo ka upay kya hai
    kay pitra dosh kewal pareshaniyo ko dekhkar shanti kiya ja sakta hai

    ReplyDelete

ganesh dev ki peeth

https://youtu.be/HniBLBX_8_M